Thursday, August 25, 2011

Qua "soundbytes"ke "aasaan raste" se kissi ke "leadership ingrediants"saabit hote hein???Qua aap unhein aapna neta/role model maneinge? sahyog deinge?

Thursday, February 24, 2011

Qua "soundbytes"ke "aasaan raste" se kissi ke "leadership ingrediants"saabit hote hein???Qua aap unhein aapna neta/role model maneinge? sahyog deinge?

Kal Shushma Swaraj ji ko sunni,

'kaanch ke ghar mein rahne walon ko doosron per pathaar nahin fhenkna chahiye'

sahi hai,per galat hota dekh ker choop rahna mumkeen nahin!!

....koshish karoongi aur kum boloon.

Doosri baat yeh ki- jab sare pariwar ki sadassya,

unn restedaaron ka zikr aur charchayein aaksaar kartein rahte hein,

jo har vaqt humare beech moujood nahin hain,

per humse adhik unhein mahtav deeya jaata raha hai.

Aur jab aagar "sound bytes" aaptak pahunchti hein

...to batein aur unki upasthiti darj ho hi jaati hai.

phir koi bhi kaise ignored hai.

jinhein aap tak iss tarah 'aasaani se'

pahunch ker aapne aastitva banana hai

.....unhein swayam rucchi lekar batein karni chahiye,

agaar jinmein "leadership" ke "tamam ingredients" hongi,

veh "iss aasaan raste" ke madhyam ke 'aasre' nahin raheinge,

...na hi 'sirf isski' bahut 'bhook' unhein hogi????!!!
Posted by vibha tailang at 6:47 PM

No comments: